Kishore Kumar Hits

Deadbot - Gustakhi lyrics

Artist: Deadbot

album: Gustakhi


Dheere se padhna tum baatein meri kahi khoye na mannatein
Siyahi bhi jyada na ruke kahi kese likhe ham gaane yeh
Na saasien ho bina kitabo ke isse hi kehte ham ishq hai
Gustakhi dil maaf kar aane ke vaade voh karti hai kabhi najaane ke
Usse khafa houn mai
Houn ab naraz mai
Kya hua voh mujhse bhi puche toh ranjish chupau daraz mai
Kyu hui mohobatt bhi usse najanu voh sunti bhi na mere gaane hai
Kya likhu un ankho pe jinko na dikhti hai shabdo ki zeenat yeh
Kabhi na karna bharosa tum
Tod rahi hai voh mera dam
Aakhe bhi na hoti ab hai nam
Khudko hi dhudh rahe hai ham
Guroor kis baat ka na pata
Tu noor ke jaisi par lapata
Aakho se dikhti hai dhuriya
Aur baaton se dikhti majbooriya
Palko ke peeche se jhankta aasu na behne ki khwahish hai rakhta voh
Tu dekh na aakho se meri tu kitni mashoor tujhe bhi na pata ho
Tu padhna kitabe bhi meri tujhe dikhe shabd bhi kitne mehfoos ho
Ahista panne palatna tum nazuk hai shabd zameer pe
Khudko tu dekh falak se qadr kaha hai teri zameen pe
Man bhi ab hota hai khush ki voh hogayi hi ab meri hai
Gustakhi dil maaf kar kabhi voh khudko bhi mujhse ab cheen le
Oh dil mere tu maaf kar ghustakiya
Yeh galtiya
Nadaaniyo se fas Gaya mai
Mujhe laga jazbaat ka yeh khel hi
Ab ishq na
Tha kya pata fareb tha
Oh dil mere tu maaf kar ghustakiya
Yeh galtiya
Nadaaniyo se fas Gaya mai
Mujhe laga jazbaat ka yeh khel hi
Ab ishq na
Tha kya pata fareb tha
Dheere se padhna tum baatein meri kahi khoye na mannatein
Siyahi bhi jyada na ruke kahi kese likhe ham gaane yeh
Na saasien ho bina kitabo ke isse hi kehte ham ishq hai
Gustakhi dil maaf kar aane ke vaade voh karti kabhi hai najaane ke
Gustakhi dil maaf kar
Thoda toh pyaar kar
Gustakhi dil maaf kar
Thoda toh pyaar kar

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists