Kishore Kumar Hits

Deadbot - Ilzaam lyrics

Artist: Deadbot

album: Kuch Ankahi Baatein


Gam bhi toh ab khushiyo ki saza hai
Mere gaano mai dua hai
Khuda ki kya raza hai
Dard bole voh toh pyaar ki saza hai
Joh de raha safai
Vohi hota bewafa hai
Kalam bhi kagazo se abhi thaka nahi
Manzilo pe bhi kadam kabhi thama nahi
Aasu barish banke girte voh sama nahi
Aasmano se bhi girke mai ruka nahi
Abh ruka nahi jaata paano se hi dard baata
Mera apna mere saath par voh saath na nibhata
Tabhi likhe kuch gaane jisme dhoori hai (dhoori hai)
Paano ki madad li taare ab chu liye (chu liye)
Ilzaam bhi lagaye par mujhe kya pata...
(Shit)
(Shit shit)
(Shit shit)
Yeh kuch ankahi baatein hai
Yaha baatein dab jaati hai
Yaha raatein kat jaati hai
Yeh ek naya sawera nahi yeh ek nai raat hai
Yah chand chip jaate hai
Yah taare timtimate hai
Par tum kaha ho
Kese ham do
Saath hi ho
Jab Kho diya hai
Maine hi mujhko
Tu bhi Kho gaya hi hai ab taaro mai hi
Tu bhi Kho gaya hai meri baahon mai hi
Jannu na mai hoti kya khata hai meri
Khudko dhundhne ki yeh raza bhi na di
Tu bhi Kho gaya hi hai ab taaro mai hi
Tu bhi Kho gaya hi meri baahon mai hi
Jannu na mai hoti kya khata hai meri
Khudko dhundhne ki yeh raza bhi na di
Mai toh khudse ladta mai toh khudse bhidta
Meri ladai mai thakta hi na
Likh raha mai gaane
Mere hi toh baare
Jang mai meri akela khada
Mai toh khudse ladta
Mai toh khudse bhidta
Meri ladai mai thakta hi na
Likh raha mai gaane
Mere hi toh baare
Jang mai meri akela khada (shit)
Tu bhi Kho gaya hi hai ab taaro mai hi
Tu bhi Kho gaya hai meri baahon mai hi
Jannu na mai hoti kya khata hai meri
Khudko dhundhne ki yeh raza bhi na di
Tu bhi Kho gaya hi hai ab taaro mai hi
Tu bhi Kho gaya hi meri baahon mai hi
Jannu na mai hoti kya khata hai meri
Khudko dhundhne ki yeh raza bhi na di
Mai toh khudse ladta mai toh khudse bhidta
Meri ladai mai thakta hi na
Likh raha mai gaane
Mere hi toh baare
Jang mai meri akela khada
Mai toh khudse ladta
Mai toh khudse bhidta
Meri ladai mai thakta hi na
Likh raha mai gaane mere hi toh baare
Jang mai meri akela khada
Kabse likhna chalu kara mujhe pata nahi
Ghar wale mujhse puche kya tu khush nahi
Mai kya bolu haan mai hasta toh houn
Par yeh yaadien joh meri hai voh bhari dukh se he
Mujhe doobna hai paano ki nadiyo mai
Mere chappu hai kalam kinare bade dard bhare
Mai na janu kese khush rehna yaha
Kyuki hamesha se hi khushi se hai dard Saha

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists