Kishore Kumar Hits

Deadbot - Lapata lyrics

Artist: Deadbot

album: Kuch Ankahi Baatein


Meri aakho Mai taare bhi toot te hai toh mai aasu sambhalu he kyu
Mai yeh bhi na jaanu ki koun hai tu toh phir meri yaadon mai hai kyu
Toota sitara hai khwaab bhi mere hai phir bhi mai khush na houn
Hasta Mai houn par yeh kalam ka dukh bhi hota bekabu he yuh
Yeh toh na jaanu ki kese mai chodo jinhone hai choda mujhe
Khuda se bhi mangi thi dua par shayad farak bhi na padta usse
Kese Mai pochu yeh girte hai aasu jab bhi maine gaane likhe
Apno se kari thi aasha par unne bhi mujhko bahane diye
Lapata lapata lapata
Houn kaha yeh toh mai janu na
Bhagta bhagta bhagta
Kho gaya hai mera raasta
Hafta hafta hafta
Dil par mai rukne ko maanu na
Kaapta kaapta kaapta
Kalam bhi hai dard yeh jaanta
Lapata lapata lapata
Houn kaha yeh toh mai janu na
Bhagta bhagta bhagta
Kho gaya hai mera raasta
Hafta hafta hafta
Dil par mai rukne ko maanu na
Kaapta kaapta kaapta
Kalam bhi hai dard yeh jaanta
Siyaahi mai dard hai
Aur kalam mai himmat
Panno Mai dukh hai
Aur kitabo mai taqat
Isi bahane toh chal raha tha mai iss zameen par
Par shayad mai galat shayad na paya mai parakh
Keechta jaa raha houn uss manzil pe
Joh mujhe pata bhi na meri hai ya nahi
Yeh raasta na mera hai yeh shayad khuda ki koi nai saza hai
Par chala jata houn mai firbhi uspe bharosa karke
Ki iss bar shayad mulakat hogi meri mujhse
Yeh rah bhi na meri saza bhi na meri raza bhi na meri
Yeh kesa khuda
Voh deta hai dard joh ham seh bhi na paate
Par mai yaha zinda khada
Yaha laasho mai saasein bachi
Aur insaano mai na kuch jeene ko bacha
Aaj rukta houn bhaag ke shayad isi manzil pe ho mera hi pata
Lapata lapata lapata
Houn kaha yeh toh mai janu na
Bhagta bhagta bhagta
Kho gaya hai mera raasta
Hafta hafta hafta
Dil par mai rukne ko maanu na
Kaapta kaapta kaapta
Kalam bhi hai dard yeh jaanta

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists