Humaari ye baatein satayegi hai mujhko raato mein Suhani si yaadein sehlayegi Mujhko shaamo mein Begaani si baatein behlayehi mukhko raaton mein Yaadon ka khazaana Teri har gaali hai khaas Samay ki barbaadi tu Par fir bhi rehna paas Wafadaari hai kamai Meri daulat, apni yaari Bewakoofi se buni hai Teri meri ye khumaari Wafadaari hai kamai Meri daulat, apni yaari Apni yaari Apni yaari Aise kaise waqt se hum haar baithe apni ye ladai Vaise jaise saari aansu bhari raato ko hasiyo se hai sajai Aise kaise maanlu mein aane vaale saalo mein sab badlega Vaise jaise haath mera kaske pakakde saath tera na chhodega Naa jaa raha hai tu, naa jaa raha hu main Iss pal ko kaise roke hum, jaa raha hai ye Wafadaari hai kamai Meri daulat, apni yaari Mehalo mein goonjti hai Teri meri ye khumaari Wafadaari hai kamai Meri daulat, apni yaari Mahalo mein goonjti hai Teri meri ye khumaari Yaadon ka khazaana Teri har gaali hai khaas Samay ki barbaadi tu Par fir bhi rehna paas