Alfaazo mein bayaan na ho paaye, Yaado ka sehlaab hai, Karke mehsoos keh na paaye, Bezubaani ki shaam hai, Iss dhali dhali si shaam ko, Kya naam du? Inn behte hue palo ko Kaise anjaam du? Lamhe lutere banke sab, Loot gaye, Sadiyon ka chain dikhake, Waqt chura gaye! Sanaato ke ho pehre, Sunehre rang tale Chehre, Samandaro ki lehre, Judi haatho ki lakeerein, Aur kya chahiye! Aur kya chahiye! Aur kya chahiye! Iss dhali dhali si shaam ko, Kya naam du? Inn behte hue palo ko Kaise anjaam du? Iss dhali dhali si shaam ko, Kya naam du? Inn behte hue palo ko Kaise anjaam du? Tamasho ki kadakti si dhoop pe, Khaamoshi ki chamakti si chhao ka... Marham, LAGANA hai! SEHLANA hai! BEHLANA hai! Iss dhali dhali si shaam, Ko kya naam du? Inn behte hue palo ko kaise anjaam du? Lamhe lutere banke, Sab loot gaye, Sadiyon ka chain dikhake, Waqt chura gaye! ISS DHALI DHALI si shaam ki parvani hu! Inne behte hue palo mein khoyi anjaani hu! ISS DHALI DHALI si shaam ka parvana hu! Inne behte hue palo mein khoya anjaana hu!