Zindagi ek kiraaye ka ghar hai Zindagi ek kiraaye ka ghar hai Ek na ek din badalna padega Maut jab tujhko aawaaz degi Maut jab tujhko aawaaz degi Ghar se baahar nikalna padega Ruth jayeingi jab tujhse khushiyaan Gham ke dhaanche main dhalna padega Waqt aesa bhi aayega nadaan Waqt aesa bhi aayega nadaan Tujhko kaanton pe chalna padega Zindagi ek kiraaye ka ghar hai Ek na ek din badalna padega Itna maazur ho jaayega tu Itna majboor ho jaayega tu Ye jo makhmal ka chola hai tera Ye jo makhmal ka chola hai tera Ye kafan mein badalna padega Zindagi ek kiraaye ka ghar hai Ek na ek din badalna padega Kar le imaan se dil ki safai Chod de chod de tu buraaii Waqt baaki hai ab bhi sambhal ja Waqt baaki hai ab bhi sambhal ja Warna dozakh mein jalna padega Zindagi ek kiraaye ka ghar hai Ek na ek din badalna padega Aesi ho jaegi teri haalat Kaam aayegi daulat na taakat Chod kar apni unchi haweli Chod kar apni unchi haweli Tujhko baahar nikalna padega Zindagi ek kiraaye ka ghar hai Ek na ek din badalna padega Pyaar se sabko apna banaale Jis qadar ho sake tu dua le Mat laga aag nafrat ki nadaan Mat laga aag nafrat ki nadaan Warna tujhko bhi jalna padega Zindagi ek kiraaye ka ghar hai Ek na ek din badalna padega Gham ke maron ki haalat pe nadaan Has raha hai magar yaad rakhle Ashk ban ban ke aankhon se apni Ashk ban ban ke aankhon se apni Ek din tujko dhalna padega Zindagi ek kiraaye ka ghar hai Ek na ek din badalna padega Qabr mein jis ghadi jaayega tu Nekiyaan kaam aayeingi tere Baaz aaja gunaahon se warna Baaz aaja gunaahon se warna Hashr tak haath malna padega Zindagi ek kiraaye ka ghar hai Zindagi ek kiraaye ka ghar hai Ek na ek din badalna padega Maut jab tujko aawaaz degi Maut jab tujko aawaaz degi Ghar se baahar nikalna padega