Teri yaadon mein jo marz hai Tum Na Aaoge Teri yaadon mein jo marz hai Bulana tujhe mere darpe Na aaoge Tum na aaoge Teri aankhein bhari naam hai Basana tujhe mere mann mein Na aaoge Tum na aaoge Teri baatein kari gum mein Na chaha kise abhi humne Kya aaoge Tum na aaoge Teri aankhein bhari nam hai Basana tujhe mere mann mein Kya aaoge Jaana tere hi intezaar mein Aaj bhi hum raatein guzaarte Tum itna dard dete na dil ko toh Hum aise na karz utaarte Tu hoti jab nazro ke saamne Toh hum bhi hain tujhko pukaarte Par kambakt yeh dil abhi jaane nai Ki ye bas vehem hai mera Ye lambi raaton mein Gum nai jaa rahe Hum dum laga rahe Par tham nai paa rahe Humdum banake yu Tanha mujhe kyu chhode Tu thodi rehem bhi khaale kabhi Dekhu ye taare sabhi jab Khalti hai teri kami toh Dhundu main tujhko zami pe Milti nahi par tu kyu kahi Teri yaadon mein jo marz hai Bulana tujhe mere dar pe Na aaoge Tum na aaoge Teri aankhein bhari nam hai Basana tujhe mere mann mein Na aaoge Tum na aaoge Jhoothe waadon se tum toh Daga doge dil ko Ye jaane hum jeete rahe Wafao ki boondon Ko tarse hain hum toh Inn halaaton mein kaise jiyein In aankhon ne cheekha Hai dard jo na waaqif mere Inn raaton mein beeta hai Karz jo hum aashiq tere Teri yaadon mein jo marz hai Bulana tujhe mere dar pe Na aaoge Tum na aaoge Teri aankhein bhari nam hain Basana tujhe mere mann mein Na aaoge Tum na aaoge Teri baatein kari gum mein Na chahna kise abhi hum ne Kya aaoge Tum na aaoge Teri aankhein bhari nam hain Basana tujhe mere mann mein Kya aaoge