Raaton me aata sawaal Ye dil me ki ab tere kaise hai haal Mai jeeta chala Bas apne hi bil me aur bahar yahaan huye bawaal Ye rangon ka mausam toh nahi par rangon se tere huye hum behaal Aur jaana ab paas hai tu nahi, kiske gaalon pe ab malein gulaal Raaton me aata sawaal Ye dil me ki ab tere kaise hai haal Mai jeeta chala Bas apne hi bil me aur bahar yahaan huye bawaal Ye rangon ka mausam toh nahi par rangon se tere huye hum behaal Aur jaana ab paas hai tu nahi, kiske gaalon pe ab malein gulaal Kya kehna chah rahi hai tu? Itni kyu pyaari hai tu? Kya karna chahti hai Mujhe khud bhi samjh nahi aarahi hai tu Dil ye Le jaa rahi hai Mujhe khush tu dekh nahi paa rahi hai Ik hafte se lagatar sapno me Mere kyu aarahi hai tu? Bin mere tu pagal ho jaegi Jisse bhi tu paegi usse ni chahegi Meri kamai bhi tujhe jalaegi Tuta dil jod de meri ye gaeki Lagta tha mujhko ki mere tu layak thi Dikhti thi chhavi apno me paraye ki Kala ko meri kehte the nalayaki Ussi nalayaki ne le di Nike Teri ankhon me ankhon me Tere waade baaton me mujhko Dikhta tha jaana mera ghar Teri ankhon me ankhon me Tere waade baaton me mujhko Dikhta tha jaana mera ghar Raaton me aata sawaal Ye dil me ki ab tere kaise hai haal Mai jeeta chala Bas apne hi bil me aur bahar yahaan huye bawaal Ye rangon ka mausam toh nahi par rangon se tere huye hum behaal Aur jaana ab paas hai tu nahi, kiske gaalon pe ab malein gulaal Raaton me aata sawaal Ye dil me ki ab tere kaise hai haal Mai jeeta chala Bas apne hi bil me aur bahar yahaan huye bawaal Ye rangon ka mausam toh nahi par rangon se tere huye hum behaal Aur jaana ab paas hai tu nahi, kiske gaalon pe ab malein gulaal Mile jo gam, bane hai psycho 2 ghut daalo be bhai ko Daga de pyaar, saga de vaar Bhaga de milne jo aayi wo Daayein se Baayein, Khai hai bhai Chalu toh chalu me kahe ko Maangu me rab, dawa de ab Leta hu kabse me ghayal ho Pate ki baat, bolu me aapse Pehle hum khushmisaaj the Pehle toh sapne bhi hote the Apne bhi Khushi me aake the naachte Ab toh door se jhaankte Naapte sab hisaab kitaab se Daga do sab, roko bhi mat Maanu na behtar insaan me Khushi or mere me, milo ki doori hai Maa boli hasna zaroori hai Kaise me haslu maa? Seene me choori hai Kalam hi saath, par kaagaz pe ro rhi hai Haal filhaal me kismat bhi sori hai Kaam pe dhyaan na focus ni hori hai Dil dimaag ye, dono hi khori hai Khushi ko bolu me, Khushi ko bolu me Aao meri gully, Aao meri gully Aao meri gully, Aao meri gully Khuda darkhaast hai Pehli dafa kuch maangu me aapse Mere wo khaas the Par mitaado unko mere dimaag se Dil dimaag se, mitaado unko dil dimaag se Dil dimaag se, mitaado unko dil dimaag se Raaton me aata sawaal Ye dil me ki ab tere kaise hai haal Mai jeeta chala Bas apne hi bil me aur bahar yahaan huye bawaal Ye rangon ka mausam toh nahi par rangon se tere huye hum behaal Aur jaana ab paas hai tu nahi, kiske gaalon pe ab malein gulaal Raaton me aata sawaal Ye dil me ki ab tere kaise hai haal Mai jeeta chala Bas apne hi bil me aur bahar yahaan huye bawaal Ye rangon ka mausam toh nahi par rangon se tere huye hum behaal Aur jaana ab paas hai tu nahi, kiske gaalon pe ab malein gulaal