Haan jaana mujhe khel ni aaunde Mai tere bin reh kyu nahi sakda Mai itna hi jaanta heere Ki tu hi ghar tha mere rab ka Haqiqat nahi meri arzoo Roya mai par nahi aai tu Mai kahun ghar tere saaye ko Ye tuta dil tujhe kya hi du Mai bura insaan aur tu hai pari Teri jaisi kabhi mili nahi Koi ye dil ko sile nahi Aaya tha seher tu mili nahi Ye toh bata Mere bina Tere liye kon yahan gaane banaye Ashiqui zeher Tere liye Isse hum laakh vaari bhi pee jaaye Jo aegi tu Marne pe mere Toh hum abhi ke hi abhi mar jaaye Khuda bhi jaanta Dil ye daudta Jab bhi ye naam tera sunta hai Haan jaana mujhe saans nahi aaundi Haan jaana mera dil kyu nahi lagda Haan jaana mujhe pyaar batake Tu kyun nahi karda mera sajda Haan jaana mujhe khel ni aaunde Mai tere bin reh kyu nahi sakta Mai itna hi jaanta heere Ki tu hi ghar tha mere rab ka Tasveeren toh bahot hain Karu call tujhe par hum blocked hain Jab bhi ankhein band hame Yaad kare Meri rooh aajaegi laut ke Haan dar pe tere rukake Nashe me laal meri aankhien Tune hi mujhko tarasha Tu mujhe Insaan banade Ye toh bata Mere bina Tere liye kon yahan pagal hua hai Sota mai Kisi aur ke bhi saath Toh zubaan ne naam tera hi liya hai Khuda se Roz mai jaana hu poochta Mere lai kon yahan pe bana hai Humsafar mile jo safar me Bole hum saath safar me jaayien Haan jaana mujhe saans nahi aaundi Haan jaana mera dil kyu nahi lagda Haan jaana mujhe pyaar batake Tu kyun nahi karda mera sajda Haan jaana mujhe khel ni aaunde Mai tere bin reh kyu nahi sakta Mai itna hi jaanta heere Ki tu hi ghar tha mere rab ka Wo nashe si aayi thi zindagi me Chhodne se chhoot ti nahi Mere saath roya karti Ab wo chah ke laut ti nahi Kaise ab katengi raatien Kisse mai karunga waadien Kon baahon me bharega Dhadkano se karne baatien Tere bin hu kya Ye jaan bhi mai naa saka Mai ek kavi hu Jo ki dhundta hai shayara Mai tujhme dekhun khudko Jaise tu ho aeina Mai mirza chahta hu tujhe Tu meri saiba Haan jaana mujhe khel ni aaunde Mai tere bin reh kyu nahi sakta Mai itna hi jaanta heere Ki tu hi ghar tha mere rab ka