Yeh meri hai kahaniyan Mein likh raha Jo keh saka naa tere saamne Yun aake kabhi Mein Tujhe aankho me basaliya Par paani jaise Tune bahadiya hai mujhe Kyu tu khafa hai Bas yeh batade Woh saari yaadein me bhi bhulata naa Tera siwa naa koi gawara naa Kyu aata yaad ni Kya duuri laazmi Hn shaayad laayak he nai tha tere saath ka Teri galtiyan naa maani taaki badhe naa faasle Par ho chuke duur hum kaafi samjhe naa aap yeh Kyu rakhe naa raabte Kya itne naaraz tha Bas chahta me waapis ki tum laut aajana pass me Woh galtiyan naa maani taaki badhe naa faasle Par ho chuke duur hum kaafi samjhe naa aap yeh Kyu rakhe naa raabte Kya itne naaraz tha Bas chahta me waapis ki tum laut aajana pass me Milna me chahta hu pehle jaise kya tum bhi milna chahoge Hn maana yeh duuriyan kaafi par kya tum yeh thodi mitaaoge Aage me bolunga kuch bhi nahi Par rehta hu thoda saa khush bhi nahi Jab dekhu tum saamne khade par baate naa me kar saka Kyu bewajah darne laga tumhe kehne se me woh baate Jo keh deta tha me pehle woh bhi bin thoda hich kichaye Maangu bas ek he dua ki tu mushkaade aake jara Bhale ab saath ni mere par likhayi me tu bassa Woh saari yaadein bhulata naa Tera siwa naa koi gawara naa Kyu aata yaad ni Kya duuri laazmi Hn shaayad laayak he nai tha tere saaath ka Teri galtiyan naa maani taaki badhe naa faasle Par ho chuke duur hum kaafi samjhe naa aap yeh Kyu rakhe naa raabte Kya itne naaraz tha Bas chahta me waapis ki tum laut aajana pass me Woh galtiyan naa maani taaki badhe naa faasle Par ho chuke duur hum kaafi samjhe naa aap yeh Kyu rakhe naa raabte Kya itne naaraz tha Bas chahta me waapis ki tum laut aajana pass me