Me heran houn aaj chup hai koi gila suna Me wahein intezar me jahan mila tha na Zabt hoa jo tera dill jalane ka hunar K kul mila k yaadoun me tha pas tu abhi gina chuna Ab kiya woh dilkashi se milna tk faraib tha Tere agey dill dimagh mehez ek dher tha Me nazrey pherta houn tmse kiya ghlt kia Rab per chorho sadqa doun jo teri kher ka Khoon jalta hai sans jati hai (yeah) Karwatein badlate nend bhi kum ati hai (yeah) Kesa ittefak hai Mere hi kamre mein K her ek cheez tera naam gungunati hai Mera ishq na sahi Mera bharam toh rkh Munh per ghair kehdia, Thorhi Sharam toh rkh Beshuk dill na rkh per kum se kum qasam toh rkh Kuch bngya houn sheher me, Qadam toh rkh Khoya mein houn is trahhh Hosh na ho k kb hojaega dobara sawera Dastak hoi bepanah (Bepanaah) Tera dill tha jo bangya tha mera wahid basera Tera hans kar taal dena mustaqil hoa Aur is qeher me sbse ziada zakhmi Dill hoa Phr yun hoa k tere liye zinda rehgae Kashish thi tmse woh kashish tum humse legae I wrote a letter to myself, Khudper ghour kr K hont kaley, ankhein dhasrhi hein nendein rok ker I miss the old me Woh better kitna postive tha nature Ab roz matam hotey bedilli k soug per Kis soug me ho mubtila, abhi mara nahi houn Ab waqt toh hai sudharne ka per me Wajah nahi dun Is qadar me adi tha tera toh poch mt na Me tabah tk hogya per mun bhara nahi kyun Ab her khushi me besabab sa bangaya houn Lgta tere dill mohalle me me kbka margya houn Khaak hogae gaein hein woh tasveerein tm samet janna Tm bhi ho kisi k me bhi kisi or ka houn Khoya houn me is trahhh Hosh na ho k kb hojaega dobara sawera Dastak hoi bepanahhh Tera dill tha jo bangya tha mera wahid basera