Zindagi Guzar rahe the aur ab kaat rahe hein Tum se mukhatib yeh ashar kahe hein Sadaqatein ab Kufr lgti hein mjhe Afsoos he k Ab is dill alam khak rahe hein Anna k janazoun me shirkatein mein ker k aya houn Me hansti mehfil me udaasian bhi bhr k laya houn Faraghat me likhte the jo yeh ashar hum kbhi Me sadiyon baad jaker toh kisi ko smjh paya houn Hum Bigrhe aj hein Khamoshiyan libaas hein Ujarhgya dill ka mohalla per tu ab bhi abaad he Ghalat kra jo teri sohbaton me agae Hmari qurbaton ko duniya wale Kha gae Ankhein btati hein k mudaton se soye nahi hein Kala yun dill behlati he shayar ab roye kahein pey Utardo yeh khushmizaji ka ghilaaf tum Kbhi sbse pehle tum the ab sabke Baad tum Me behta darya behne dou mjhe tum khudme na sameto Tum Jhoote munh hi kehdo k kiya ghum lagein hum hein toh Bakhuda me btaonga her shey ko Ek azeez mjhse kehra k rafeeq he woh mera Ankhein nendoun ko tarsein Hum chldein phr tere der pey Woh Ehd e wafa ajub waswasa Per sunke mile kyun Dilhasa brha Kese anna k pardey Yeh aahein kb tk yeh bharte Woh Ehd e wafa ajub waswasa Aj phr ek dafa dill tamasha laga