Raatbhar yaado me teri Aur rakhi thi jaan ko naajuk hatheli me Tujhe basa lu mai saaso me meri Sirf nikle jubaan se jo baate wo gehri Salakho me kaidi, ab milta nai chain Dooriya ab mujhse hoti nai sehen Gum teri yaado me, nam mere nain Vada hamesha ka tha lekin khair Saza de di jindagibhar ki Maana kisi ki na galti Tu na rahi mere saath jo Shayad us hi ki thi marzi Bas chahat thi rakhna sirf apna banake Mai bachpan se tha baitha sapna sajake Ab tera bina man nai lagta yahape Rahu na rahu mai yaad rakhna hamare Beete lamhe Beete lamhe Milta nai chain Milta nai chain Milta nai chain Aati hai yaad wo Beete lamhe Beete lamhe Milta nai chain Milta nai chain Milta nai chain Aati hai yaad wo Wo Kehti Thi le jana ghar mujhe Wo Kethi nai rehta sabar mujhe Wo Kehti Thi dena har pal mujhe Wo Kehti andekha na kar mujhe Aur ab jo rahi na to milta sukoon nai Aur ab jo rahi na to dikhta guroor nai Mai khud ke khilaaf, meri jung hai androoni Kyu bana mai khud apne khaabo ka khooni Ab shayad milengey ab hum dono marke Ya agle janam me yu rooh meri tadpe Wo chod gayi dard me bas yaad aaye lamhe Dua hai khuda tujhe lambi umar de Ab sarpe hai karze ye, kaafi hai boj Tujhse bichad ke saza di hai maut Ab bhi wafa mujh me baaki hai bohot Par milta nai chain, satati hai roj Wo Beete Lamhe Beete lamhe Milta nai chain Milta nai chain Milta nai chain Aati hai yaad wo Beete lamhe Beete lamhe Milta nai chain Milta nai chain Milta nai chain Aati hai yaad wo