Kishore Kumar Hits

Dakait - 396 lyrics

Artist: Dakait

album: 396


Kaam mera 395!
Naam mera khauf, toh pehchan le be
Kaam mein jo taang de, use taang dete
Lagi dhaara 396
Kaam mere 395!
Koi ni hai sheher mein toh hatt jaan de be
Jaanleva jaankaar mere jaanne mein
Lagi dhaara 396
Scene ka uthaan karein
395
Zabaan chali toh 396
1997 se bete chalte tufaan mein the
Jo bhi hain khilaaf kheechu sansein unki jaan mein se haan
Karein karyawaahi hum bayaan lete na
Aand gand ko tu jaan de, khujaan dete na
Do kaam beeray jaan dete, ya sujhaan dete aahn
Bete
Chal chaalan dekhe
Fir puche kaise ki
Londey zada zehriley horey aids se
Dooni ilaaka yaha khetton mein chette
Bandey lete, udte parindey bhede
Na khed hai na khauf, karta bakhede bhot
Khel hain Hip Hop, karta lasedein sort
Lootu unko farzi rakhte jo rob
Aise raste mein bhot, jo lein saste mein maut
Toh udne ki sochiyo na
Khaali ghaati, khud ko kho diyo na
Ye Industry, game lgta boliyon ka
Chal chal la kar hisaab mere motiyon ka
Kaam mera 395!
Naam mera khauf, toh pehchan le be
Kaam mein jo taang de, use taang dete
Lagi dhaara 396
Kaam mere 395!
Koi ni hai sheher mein toh hatt jaan de be
Jaanleva jaankaar mere jaanne mein
Lagi dhaara 396
Jaan le bey
Bakchodi na kar mera naam leke
Kuch bol ni ye paate mere samney pe
Bina samaan ke na aana mamley mein
Khud ki hi baat ke na londey
Khud ke ni baap ke ye
Inhe kutte bhi lgate ni muh
Khaana jutte hi chahte ye
Chaatein ye, apan na pasand chataan karein
Pesha kalam se kalaam kare
Murde mein jaan bhare
Aghori jo shaam dhale
Pran hai liya toh pranaam karein
Ahemkariyon ke krantikaari ye praan harey
Badtameezon ka uthaan karein
Satyavachan, baithi Saraswati
Apda lata jata jab baras kabhi
Farak nai kharab ya arabpati
Bhai ko bol galat, toh karta shati
Meri firti mati toh chal katle bey
Second ke baad, minute se pehle
Khud ki hi jalti kilassne se
Kilaas mein bajte reh
Chad na jaiyo mere hathe be
Kaam mera 395!
Naam mera khauf, toh pehchan le be
Kaam mein jo taang de, use taang dete
Lagi dhaara 396
Kaam mere 395!
Koi ni hai sheher mein toh hatt jaan de be
Jaanleva jaankaar mere jaanne mein
Lagi dhaara 396
Outro (Daku Malkhan Singh)

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists