Kaun lenge badla ye anant kaal ka ant hai Sabse neeche jhuk chuke jalti hui aag mein Toote toote sapno se bhari hai samaa aur fizaayein Peeche na mud sake dhundla gayi hai dishayein Sab hai ek khauf mein aatank ke pralay ke hum shikaar hai (Khoje) Ummeedo ki kirano ko dhoond nain tarse (Sehte rahe) Insaaf ki bali wo chadhaaye Kyu rehte is jhoot mein salaamat hai kya hai hum andhe (Sab hai) Ek khauf mein aatank ke pralay ke hum shikaar hai (Khoje) Ummeedo ki kirano ko dhoond nain tarse (Sehte rahe) Insaaf ki bali wo chadhaaye (Kyu rehte) Is jhoot mein salaamat hai kya hai hum andhe (Sab hai) Ek khauf mein aatank ke pralay ke hum shikaar hai (Khoje) Ummeedo ki kirano ko dhoond nain tarse (Sehte rahe) Insaaf ki bali wo chadhaaye (Kyu rehte) Is jhoot mein salaamat hai kya hai hum andhe