Bhoole koi ye kaise bhala Tumne jho itna kiya hai Khud pe lekar woh saare ilzaam Tune jaan Apni di hai Koi nahin tha saath Tere Tumne sahe jab zakhm mere Koi nahin tha saath Tere Tumne sahe jab zakhm mere Daag the jitne paap ke Khoon se woh mitaye sabhi Maangne se diya woh sab Kuch na maanga woh khud ko kabhi Dene tujhe kuch bhi nahin Karne ko hai tera shukhriya Dene tujhe kuch bhi nahin Karne ko hai tera shukhriya Bhoole koi ye kaise bhala Tumne jho itna kiya hai Jee rahe the andhere mein hum Roshni tumne di hai Lekar hume tu saath chalna Teri nigahon mein hai hum ko palna Na jaane kitni baar hum Bhoole hain us masih ko Jaan jisne di apni hamari bhalai ke liye Aaj kare yaad usko prem shaanthi Aur sachayi ke liye Kyon na badle hum apni buri aadathon ko Jalaaye deep dilon mein sadaa ke liye Jo sunaaya, sikhaya Tune Har ghadi pyaar kia hi zubaan Aaye andhe ko jo nazar Behra sun le jo usne kaha Kehne lage woh boliyan Jo keh saka na kabhie bezubaan Kehne lage woh boliyan Jo keh saka na kabhie bezubaan Bhoole koi ye kaise bhala Tumne jho itna kiya hai Khud pe lekar woh saare ilzaam Tune jaan Apni di hai