Tu chale sang sang mere Toh manzil ki ho kyoun fikar Thaamne Tera haath ho toh Girr ne ka phir kyoun ho darr Har mushkil raah ko Karde aasan Tu Saath lekar chal mujhe Kar ye ehsaan Tu Tu chale sang sang mere Toh manzil ki ho kyoun fikar Thaamne Tera haath ho toh Girr ne ka phir kyoun ho darr Sach ki is raah par hum sadaa chala kare Garr ho sake toh kisi ka bhala kare Kitne bebas hain woh jinhe milti nahi kushi Kuch de sako toh dedo thodi hasi Karthe ye nekh kaam ye safar hai kaatna Jaayenge hum jahaan Wahan pyaar hai baatna Tu chale sang sang mere Toh manzil ki ho kyoun fikar Thaamne Tera haath ho toh Girr ne ka phir kyoun ho darr Har mushkil raah ko Karde aasan Tu Saath lekar chal mujhe Kar ye ehsaan Tu Maange tumse koi toh khushi se kar madad Tujh mein woh dekhe us Khuda ki muhabbat Ghabraao na kabhi hai tumhe woh thaamne Aawaz do tum hoga woh saamne Karthe ye nekh kaam ye safar hai kaatna Jaayenge hum jahaan Wahan pyaar hai baatna Tu chale sang sang mere Toh manzil ki ho kyoun fikar Thaamne Tera haath ho Girr ne ka phir kyoun ho darr Har mushkil raah ko Karde aasan Tu Saath lekar chal mujhe Kar ye ehsaan Tu Tu chale sang sang mere Toh manzil ki ho kyoun fikar Thaamne Tera haath ho toh Girr ne ka phir kyoun ho darr Tu chale sang sang mere Toh manzil ki ho kyoun fikar Thaamne Tera haath ho toh Girr ne ka phir kyoun ho darr