Hum to yun hain bekhabar Ki hum kis raah ko chune Kaun si dagar hai woh Jahan par humko khushi mile Yeeshu ki jo dishayein hain Jisme sach hai aur pyaar hai Yeeshu ki jo dishayee hain Jisme sach ki hai roshni Toh kyoon na hum milke Is safar mein hum safar banein Tho phir kyoon na hum mile Is safar mein humsafar banein Hum ko ab phikar nahin Ki hum kis raah par chale Sooni si ab dagar nahi Jahan par hardum yeeshu rahe Yeeshu ki jo dishayee hain Jisme sach hai aur pyaar hai Yeeshu ki jo dishayein hain Jisme sach ki hai roshni Toh kyoon na hum milke Is safar mein humsafar banein Toh phir kyoon na hum milke Is safar mein hum safar banein Is poorani zindagi ne humko ab kya diya Is poorani zindagi se humko kuch na mila Dardoon ka sailaab hai aur Dil mein thoda sa gila Humne suna nahi us awaaz ko Jisne mita diya har paap ko