Jo gunde the katputli, dikhave ke ab mantri Bhashanose butti public aapusomai ladti Masumoko dhamki hai ailaan karke jang ki Jo bande bhed bhagaye hue kedkhano mai bundhi Ab insaaf kisse mangege aam? Kitne din sach se bhagoge aap? Socho yeh kabhi tak chalega Saocho bhale ka! Humai khudane q bheja Aur q insaan ladre paake subse billa bheja? Aur kisne baate mulk unhe baate hatyaar kisne? Uhe chalate murkh. tu dalega inzaam kispe? Neta ke brashtachaar, badane sath dete Vyapari, sarkaar aatangwaad ke saaf rishte Saboot do pal mai mitte,gawa paiso se bikte, Awaz uthatejo mare bawal honese pehele Par wona maar sake humai, unki awkaat kya hai Shareer ki aant per aanunt meri aatma hai Roneka gaya wakt, awaj hai tera haq Etihaas se sabak jang mai na baha tu rakth To mere Khayal Se Ab Aaya Waqt. Dene Sabak Jo Logon Me Farak. Hai Karate Jati See To Tod Jati Ke Ye Narak. Bedhadak Ha Bhid Tu, Na Girl Tu Ho Tu Sakht. Uthale Kranti Ki Mashal Bin Bahaye Rakt. Vigyan Ka Ye Yug Jo Socha Banata Hubahub. Hai Fir Bhi Chalata Bhalata Jatiwad Ka Swarup. Garaj Hai Naujawan Par Gyan See Anath Youth. Padhai Vyarth Teri Tu Degree Wala Bewakuf. Bhadak Ke Ladhate Dange Aapaso Me Kyu Ye Socho. Khuda Hai Ek Khudaki Soch See Use Na Bato. Vajah Kya Ladhane Ki Toh pahele Usaka Satya Khojo. Par Tum To Mare Insan Pooje Pattharon Ko. Aabhi Ye Roko, Kar Deal Tu Iman Se. Mil Jara Tu Khud Me Chupe Hue Bhagwan See. Sikha Hu Mai Ye Sab Gita, Quran, Baibal Se. Sikhate Sab Insaniyat. Kyu Ho, Tumhare Khayal See...? Roneka gaya wakt, awaj hai tera haq Etihaas se sabak jang mai na baha tu rakth