Kya khush hoon main Kya khush hoon main Kya khush hoon main Kya khush hoon main Kabhi ye sochta hu Khudse baaten na karu main Is dil ko tok ta hu Jhoothe waade na karu mai Ye kaisi zindagi hai Gham hai fir bhi aasun nahi hain Ye kaisi raatein hai Andhera hai par chaand nhi hai Ye kya museebatein hain Jinka koi hal nahi hai Ye kaisi bandigi hai Chain ek pal nahi hai Kya khush hu main Apne khokhle makaan mien Kya khush hu main Aise sarphire jahaan mie Kya paa liya Apne sapnon ko kurbaan krke Kya paa liya Aise bekhudi se jaam bharke Kisi jagah dil mie ab bhi aag baki hai Hu fir Khada usse bujhane Haathon raakh bharke Main hoon Main hoon Kahin Ka nahi Karun To kya Main karu Main hoon Main hoon Kahin Ka nahi Karun To kya Main karu Hai saadigi Hai aashiqui hai Zindagi abaad bhi hai Jitne mere khwaab hain Na utni to udaan meri Khwaab dekhe Dard peeke Saaz mie hain bolte Kyu dil mera behaal hai Sawaal hai Jawaab hai Khudse khudko cheena hai To khudmie khudko Kho na doon mai Khud kahi se Khud kahin bhi Khaali baat ro na doon mai Sab sahi hai Sab wahin hai Ye kahani Chal rahi hai Khaali jo kitaab meri Khud ba khud yun Bhar rahi hai Kisi jagah dil mie ab bhi ghaav baki hain Hun chal pada unhe chupa ke fir libaas dhar ke Main hoon Main hoon Kahin Ka nahi Karun To kya Main karu Main hoon Main hoon Kahin Ka nahi Karun To kya Main karu