Haan tere jaane ka Gham toh hai is dil ko Par Na hai koi fikar, kyuki Tumne kaha tha ki Tum na yun jaaoge Baatein adhoori chod kar Ab khaamishiyoon se Mai karta hoon baatein Aur ab saveron se Lage pyaari ye raatein Kyonki banke Ek taara tum jab Aate ho mere aasamaano mai ab Ho karte ishaaron mai baatein sabhi Toh dil ko hai lagta yahi Ki tum ho yaheen Ki tum ho yaheen Yaadein tumhari sab Phool bana kar ke Rakh di hain panno mai kaheen Bhoole se phir jab mai Kholunga kitaabein toh Mehekega tu har kaheen Ab khaamishiyoon se Mai karta hoon baatein Aur ab saveron se Lage pyaari ye raatein Kyonki banke Ek taara tum jab Aate ho mere aasamaano mai ab Ho karte ishaaron mai baatein sabhi Toh dil ko hai lagta yahi Kabhi timtimake hasna tera Kabhi rooth ke toot jaana tera Vo sharmake chupna Tera baadalon mein Toh kyon na saveron se Lage pyaari ye raatein Haaannnn Banke, ek taara tum jab Aate ho mere aasamaano mai ab Ho karte ishaaron mai baatein sabhi Toh dil ko hai lagta yahi Ki tum ho yaheen Ki tum ho yaheen Ki tum ho yaheen