Tujhe bhoolna bhi chahon toh dil ijazat nahin de Dil ki hai saanson mein hai mere meri subh sham tumhi se Tum nahin to mein bhi nahin hoo tu jura hai zindagi se Mera lamha lamha saja hai teri ishq ki roshni se Shab-e-gham ki gehri siyahi mere dil pe chaane lagi hai Teri yaad chup ke se aakar mujhe azmane lagi hai Mein jiyon to kaise tere bin mujhe sirf itna bata ja Meri jaan jaane se pehle meri jaan pal bhar to aaja tu Allah Karay Allah Karay Allah Karay Ajaye Tu Allah Karay Allah Karay Allah Karay Ajaye Tu Tumne wada kiya tha ayi nahin tum bhi Aate aate ruke ho shayad kahi Aaonge tum mujhko hai yakeen Phir bhi dil hai ke sunta nahin Ajaye Tu Allah Karay Allah Karay Allah Karay Ajaye Tu Allah Karay Allah Karay Allah Karay Ajaye Tu Allah Karay Allah Karay Allah Karay Allah Karay Ajaye Tu Raat ankhon mein aansoon bharne lagi Beqarari pareshan karne lagi Koi bhi baat ho toh dhadke ye dil Jaan jati hai jaana ab aake mil Ajaye Tu Allah Karay Allah Karay Allah Karay Ajaye Tu Allah Karay Allah Karay Allah Karay Ajaye Tu Tujhe bhoolna bhi chahon toh dil ijazat nahin de Dil ki hai saanson mein hai mere meri subh sham tumhi se Tujhe bhoolna bhi chahon toh dil ijazat nahin de Dil ki hai saanson mein hai mere meri subh sham tumhi se Mein jiyon to kaise tere bin mujhe sirf itna bata ja Meri jaan jaane se pehle meri jaan pal bhar to aaja tu Ajaye Tu Allah Karay Allah Karay Allah Karay Ajaye Tu Allah Karay Allah Karay Allah Karay Ajaye Tu Allah Karay Allah Karay Allah Karay Ajaye Tu Allah Karay Allah Karay Allah Karay Ajaye Tu