Vo Kaisa Samay Tha Main Bilkul Akela Na khane ko paisa Vo waqt hi tha aisa Vo Sapna Adhoora Jo hona tha pura Ye meri kahaani Hai maine sunaani Dum hai in baahon mein Hai Jaan Iraadon Mein Ye Khwaab Behisaab hain Sab kho ke honge hi pure vo Vo kehte the beta tum kitna kamate ho Ghar hai na gaadi sab kaise chalate ho Gaano me kya hi rakha hai sunate jo Sabki suno Ye na karo Sunta Raha Main Sehta Raha Gurbat ke dino ko main Jeeta Raha Raaton ke sooraj mein Tapta raha Tadapta Raha Tapta Raha main Dum hai in baahon mein Hai Jaan Iraadon Mein Ye Khwaab Behisaab hain Sab kho ke honge hi pure vo Aaj milte vo mujhse Toh kehte adab se Humein toh pata tha Tu aage badhega Main Hasta hu Rota hu Inko jo sunta hu Hai kaun ye Kal jo na the Dum hai in baahon mein Hai Jaan in Iraadon Mein Ye Khwaab Behisaab hain Sab kho ke honge hi pure vo