Newton ne bola tha kisi bhi shai ko tum Upar uchhaloge neeche hi aegi Aati hi jaegi Yaani khuda ne khushiyaan teri Upar uchhali thi Har Or Ujala tha Har din diwali thi Lekin ab tu khoya sa rehta hai Sab kuch tu sehta hai Kuch bhi na kehta hai Samajh me ata hai khushiyo ke upar se Neeche ke aane ka Waqt ho gaya pyaare Sab kho gaya pyaare Tab zamaane ko ye bhi batana tha Har afsaana sach kar dikhana tha Are ladka ye kitna sayana tha Ki aage tak frictionless jana tha Pi bas 3.14 nahi Pressure bas force bata area nahi Pai kamane ka pressure hai ladke Khud ki kamai ka zaria nahi Rupya nahi Paisa nahi Inke bina koi izzat nahi Beta sahi hai duniya yahi hai Beta sahi hai duniya yahi hai Khwaabon ki kabron pe IT khadi hai Sach toh yahi hai Computers ke aage laashein padi hain