Kaisa hai bhai! Mazze me. Ye puchte kya aaj bhi tu nashe me Jo saath the wo saanp banke dasele 4-5 hi hai dost mere bachele Dekh zara kon aaya Aate hi market ko jo khaya Bhai patel logoko rakhke dhakel ke Hai hip hop ka don aaya Kayko tu summ khaya Baizati nahi sun paya Tha peheli bar uska Naam le leke dala toh nichese khoon aaya Bambai me jeena hai mehenga Sab logka yaha pe hai alag ajenda Koi dikhta lukkha koi dikhta genda Paisa fekega toh utrega lehenga Sabko thasenga Jo power hai saath Power tha baap jo chod gaya sath Fir bhi koi bajta nahi apne khilahaf Jo bajta bro uski toh zindagi jhaat Yedechale ider nahi Bistar me Picture me role mera Paddatshir system mai Miss karti text aate meko tere sister ke Darte jab 6 ke 6 loaded hai pistol me Kiss karke aaya me maut ki seedi Ye dekh ke hilarele bhalta hi CD Aur paiso ke liye hai sab yaha greedy Hai sachime hard jo bhi lagta hai silly Subah subah chahiye dhuaaa Public ka pyaar aur unki duaa Pyaase sab aur me paani ka kua Lat lagjaati logoko jaise juaa Ye kya hua? Pyaar Ghumneko pick karne leke aata car Dil tuta ek do nahi 3 -4 baar Me meri daaru aur area ka bar Aayala chadaneko bali Mysterio ki india ka khali In dhoor logko kulfa karau lyrically Ye hote depressed kaise dekh mentally Me ider tak pohcha toh teri gand jali na Safe khel toh miljayegi kareena Jaante hai log aur hai millions me views Fir bhi fame ki ye bhook nahi mari na Fayda nahi jidhar Koi nahi aayega Me hip hop ka ranveer singh Apna time laayega Khud jhukta nahi baaki Me sabko jhukayega Fake insta ke followers Kab tak chupayega? Baatega sabko toh Khud tu kya khayega In kutto ko pedigree Kitna khilayega Aayega ek din aisa ke bacchi mai Gharko hi gucci ka showroom banayega Deal full power bhai hota hai ghata nahi Sab khudke dum pe me kiski bhi chata nahi Dhamki sirf deta tu milneko aata nahi Mil kabhi samne me darta toh jhata nahi Bolta jo gaane me kar toh woh paata nahi Middle class banda me ambani tata nahi Khudka hai style kiska bhi chapa nahi Gandi hai aadat bhai Time pe mai aata nahi Jagge pe thoke Bambai ke slang wale chapri nahi hote Decent tu dikhta par chapri ki soch hai Kaam dikhadale bacchi khatri ham bohot hai Teri fatri na chote Khone ka kisiko ab meko gum nahi Dhoka dene wale hote kyu kam nahi Job karke dekha me usme hai fun nahi Music ke alawa kuch bhi pasand nahi Kaisa hai bhai Mazze me Ye puchte kya aaj bhi tu nashe me Jo saath the wo saanp banke dasele 4-5 hi hai dost mere bachele