Ittefaaqan kuch milaa yoon Likhaa sach is-qadar us par Jaao milne duniya se tum agar Kho do maasoomiyat Mila ek din sarphira woh Nashe mein hun Kahe meri sun Chaahun mein bhi phoonkna Takht-o-taazon ki duniya Kitaabon mein ho Mera Haashiya-e-naam Huye lateefey bahut hui der Ab hone ko raat Mohabbat ka rahi mera intezaar Zulfon mein unkt Basti hai meri kaaynaat Duniya mil bhi gayi toh kya samjhegi apne jazbaat Keh ke yun chal diya woh Maafi do hun Nashe mein ghum Jaao milne duniya se tum agar Kho do maasoomiyat Hum gaye the dil lekar Aisi thi rooh-e-hasrat Mil gaye zamaanon se hum magar Badli si shakhsiyat Jeene ki yahi keemat Kho do masoomiyat Rangon mein dhalti meri neeyat Kho do masoomiyat Duniya badalne ki baaton pe jaanu Tujhko hai Naaz Duniya mil bhi gayi toh kya samjhegi apne jazbaat Yaya yayayayayaa Maafi do hun Nashe mein ghum Maafi do hun nashe mein ghum Maafi do hun nashe mein ghum Maafi do hun nashe mein ghum