Afghan jalebi, maashooq farebi Ghayal hai tera diwana Bhai wah bhai wah Bandook dikha ke kya pyar karegi Chehra bhi kabhi dikhana Bhai wah Maqtool jigar (ya baba) Qaatil hai nazar (ya baba) Ik mehjabin (ya baba) Ik noor-e-nabi (ya baba) Rab ki rubaai (ya baba) Ya hai tabaahi (ya baba) Gardan surahi (ya baba) Boli ilaahi (ya baba) Afghan jalebi, maashooq farebi Ghayal hai tera diwana Bhai wah bhai wah Bandook dikha ke kya pyar karegi Chehra bhi kabhi dikhana Bhai wah Afghan jalebi, maashooq farebi Ghayal hai tera diwana Bhai wah bhai wah Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi Chehra bhi kabhi dikhana Bhai wah O. dekh darazi (wallah) Banda namazi (wallah) Khel ke baazi (wallah) Khamakha Ab thehra na kisi kaam ka (wallah, wallah.) Mir ka koi (wallah) Sher suna ke (wallah) Ghoont laga ke (wallah) jaam ka Main raha khan mehaz naam ka Oye lakht-e-jigar (ya baba) Oye noor-e-nazar (ya baba) Ek teer hai tu (ya baba) Main chaak jigar (ya baba) Bandon se nahin to Allah se daregi Waada to kabhi nibhana bhai wah, bhai wah Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah Bhai wah bhai wah bhai Khwaja ji ki paas teri chugli karunga Main teri chugli karunga Haan teri chugli karunga Angoothi mein qaid teri ungli karunga Main teri chugli karunga Haan teri chugli karunga Afghan jalebi, maashooq farebi Ghayal hai tera diwana Bhai wah bhai wah Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah