Haan bohat khoob he zindagi agay Bohat khush naseebi tere naam mein Kuch aisay jhoot Suna gaye the apnay baray Ab mein doob raha Kyun khud se rooth raha Aisay hi gungunake apna dil turwa ke chal paray Chal paray Chaltay chaltay apna ghar ham bhool chukay Manzil pata magar rastay bhool chukay Chaltay chaltay apna ghar ham bhool chukay Manzil pata magar rastay bhool chukay Mein na chahte we faasalay bharoun Par kyun mein raatoun ghumshuda rahoun Rahoun rahoun yeah Kese huwe khudse juda Rastay tere dil ke khafa Koi deta nahi saath Mera tu hi tha aik khaas Manzil lagay na ab paas Karoun taroun se hi baat Chaltay chaltay apna ghar ham bhool chukay Manzil pata magar rastay bhool chukay Chaltay chaltay apna ghar ham bhool chukay Manzil pata magar rastay bhool chukay