(Gharya) (Ariyo) Ve Gharya ve Gharya Laaj rakhien ve Araya Tut na ja vien Saath Nibha vien Saat asmani charya Rab ton kanu larya? Mangdi jaa nee Aj Azma nee Bhoolay Shehar-e-Jaana Chalay Jalay bin aag kay hain Pair meray Mukhtalif hain baray apse Mere mizaaj se hain Dard meray ay ay Ghar Ghar Gharya Ghar Ghar Gharya Ghar Ghar Gharya aa Aankhain hai num mery buray halaat Shouq e qalam tabhi qaim yeh art Khouf e hunar mujhy aati hay call Khouf e qabar mujhy leny do saans Khali hay road main betha us paar Jahan sy guzarta sirf malal Hath main cigarette aur meray khayal Saadgi meri aur saaray faraar Karty kamaal Body temp 1 Sifr 4 Ronaqien lagti wairaan Hasratien ho gayi bemaar Hum real life ky khilari Hip Hop ky nashey main behakty ja rey Qalam aur Khagaz bhi mehakty ja rey Apni kahani lafzon main suna reh Daastanien ye jhooti Boloon main jhoot nahi, peeta main roochi Paray behosh hoshon main behoshi Qalam se Manto gaano main fahashi Rohaniyat mujh main ab dikhti nahi Munafiqat sab ki ab chupti nahi Wo yaadien sab uss ki ab chubti nahi Qabar ki zameen bhi tou khud ki nahi Nahi pata ab kis ka main karta guroor Ayashi gunahon ka rehta suroor Laparwa hun khud se, ab khafa hun Khud se hi puchoon kyun bhara hy itna fitoor Khud se sawaal Khud se jawab Khud ke sawalon ky dhoondu jawab Na mila urooj, Na mila zawaal Dur rahou mujhse mai banda kharab Ve Gharya ve Gharya Laaj rakhien ve Araya Tut na ja vien Saath Nibha vien Saat asmani charya Rab ton kanu larya? Mangdi jaa nee Aj Azma nee