Kisi ki rooho ko chuna Aasaan nahi hota Kisi mei khud ko hi pana Aasaan nahi hota Dil ke hazar tukde Farsh pe padenege Raat bhar jagoge Reng ke chaloge Phir bhi yeh gulam aayega Woh to jaayega Khud ko bech ke bhi tu Use na paayega Yeh ishq aasaan nahi hota Ab yeh lafzo ka hai dhokha Dokha deke tum Kisi ke na bano Humraz voh chuno Jo alfaaz se naa ho ♪ Kisi ki aankhon se behna Asaan nahi hota Kisi ke bahon mei rehna Aasaaan nahi hota Banjar khyal honge Uljhe sawaal honge Dar badar firoge Khud ko na miloge Phir bhi yeh gulam aayega Woh to jaayega Khud ko bech ke bhi Tu use na paayega Jismo se pare jo dekhoge to hi Sheher e mohabbat paaoge Par na umr bhar taraste reh jaaoge Dilo ke farsh par Patthar sajoage Kisi ki rooh ko chuna Aasaan nahi hota Kisi ki aankho se behna Aasaan nahi hota Aasaan nahi hota Aasaan nahi hota Aasaan nahi hota Aasaan nahi hota Aasaan nahi hota