Kishore Kumar Hits

Suraiya - Rehmat Pe Teri Mere Gunahon Ko Naaz Hai lyrics

Artist: Suraiya

album: Ghazals Of K. L. Saigal - Vol-6


Song- Rahmat pe teri mere gunaahon ko naaz hai (Saigal NFS)(1940) Singer-K L Saigal, Lyrics-Md Iqbal, MD-K L Saigal
Aayyyy
Rahmat pe teri mere gunaahon ko naaz hai
Bandaah hoon jaantaa hoon tu bandaah-nawaaz hai
Bandaah hoon jaantaa hoon tu bandaah-nawaaz hai
Bandaah hoon jaantaa hoon tu bandaah-nawaaz hai
Aayy palti jidhar adaa
Aaa aaa aaa aaa
Palti jidhar adaa se lubhaa daale khum ke khum
Uss yaar qahr ki nigaahen neembaaz hain
Uss yaar qahr ki nigaahen neembaaz hain
Rahmat pe teri mere gunaahon ko naaz hai
Keh do ye sangdil se
Keh do ye sangdil se ki teraa sang-e-aastaan
Ye dekh le ki kis ki jabeen-e-niyaaz hai
Ye dekh le ki kis ki jabeen-e-niyaaz hai
Rahmat pe teri mere gunaahon ko naaz hai
Munh par lagi hai mohr-e-khamoshi main kyaa kahoon
Main kyaa kahoon
Main kyaa kahoon
Ayyy
Munh par lagi hai mohr-e-khamoshi main kyaa kahoon
Jo maut ne kahaa hai wo hasti ka raaz hai
Jo maut ne kahaa hai wo hasti ka raaz hai
Rahmat pe teri mere gunaahon ko naaz hai
Rahmat pe teri mere gunaahon ko naaz hai
Bandaah hoon jaantaa hoon tu bandaah-nawaaz hai
My failings and transgressions are forever indebted by your divine mercy; for I know that I am, but a human, indigent and fragile, and you are the all powerful and all merciful patron and the cherisher of the poor.
Rahmat = mercy, divine favor
Pe = on
Teri = yours
Mere = mine
Gunaah = sin, failings, transgressions
Ko = unto
Naaz = pride, satisfaction
Hai = is
Bandaah = man, devotee, slave
Hoon = I am
Jaantaa = to know, knowing
Jaantaa hoon = I do know
Tu = You
Bandaah-nawaaz = patron, cherisher of the poor
Palti jidhar adaa se lubhaa daale khum ke khum
Uss yaar-qahr ki nigaahen neembaaz hain
His all consuming glance, half closed eyes like that of an inebriated drunk, is overpowering; whichever direction it turned with grace, everything on which His gaze fell, was blessed with joy and happiness.
Again, using the device of an affable beloved, whose glance is described as intoxicating, the poet establishes His benefactor nature; whichever direction his glance moves, everything in its path is blessed with happiness.
Palti = turned, directed
Jidhar = in (whichever) direction
Adaa = charm, grace, gesture
Se = with
Lubhaa = to enamor, to captivate, to draw attention, to cause an endearing emotion
Daale = done, to do
Khum = a large jar / container of wine
Khum ke khum = many containers of wine
Uss = that
Yaar = friend, beloved
Qahr = calamity, catastrophe
Ki = of
Nigaahen = eyes, glance
Neembaaz = half awake, intoxicated
Hain = is/are
Keh do ye sangdil se ki teraa sang-e-aastaan
Ye dekh le ki kis ki jabeen-e-niyaaz hai
Let the stones of the threshold see and decide for themselves, whose forehead is bowed in prayers.
(If one may have noticed, the believers will rub their forehead on the stone at the doorstep (dehleez) of the mosque or the tomb of their master, such that a dark spot actually forms on the forehead).
Keh do = say it, tell
Ye = this
Sang = stone
Sangdil = stone hearted, callous
Se = to
Ki = that
Teraa = yours
Aastaan = doorstep, threshold
Sang-e-aastaan = stone at doorstep
Ye dekh le = should observe this
Ki = that
Kis ki = whose
Jabeen = forehead
Niyaaz = supplication, prayer, entreaty
Munh par lagi hai mohr-e-khamoshi main kyaa kahoon
Jo maut ne kahaa hai wo hasti ka raaz hai
I am prohibited (and maybe unable too) to say anything more than the message that is instituted by Death itself, the message that reveals the fundamental truth of life and its existence.
The poet is establishing and making effort to bring the reader's attention to the inevitability of death; death that is the final and the only truth of all living beings.
Par = on
Lagi hai = installed, placed
Mohr = seal, stamp, imprint
Khamoshi = silence
Mohr-e-khamoshi = seal of silence
Main kya kahoon = what can I say
Jo = whatever
Maut = death, ultimate reality
Ne kahaa = has said
Wo = that
Hasti = existence, life, being
Ka = of
Raaz = secret, mystery, enigma, riddle; also answer, solution
Hai = is

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists