Neki kar Neki kar Neki Kar Neki kar Neki kar Neki Kar ♪ Hai kitna paa liya ab talak Zara dene ka jashn ab manaa ♪ Hai kitna paa liya ab talak Zara dene ka jashn ab manaa Kisi muskaan ki banke wajah Desh ka kar le thoda bhala Thoda Bhala Desh ka kar le thoda bhala Thoda Bhala Bhaagti daudti zindagi se samay toh nikaal Aazaadi se kar achchai hum banenge misaal Chhota yaa bada ho kaam Neki kar, desh ke naam Neki kar, desh ke naam Neki kar, desh ke naam ♪ Desh ka kar le thoda bhala Desh ka kar le thoda bhala Har ghar mein tiranga laga, laga Har ghar mein tiranga laga ♪ Kisiko kuch naya de sikha Zara se ped paudhe tu laga ♪ Kisiko kuch naya de sikha Zara se ped paudhe tu laga Samandar saaf karke bhi dikha Desh ka kar le thoda bhala Thoda Bhala Desh ka kar le thoda bhala Thoda Bhala Hain khadey saath mein hazaaron hum karenge kamaal Reh na jaaye koi bhi peechhe sabhi rahenge khush-haal Chota Ya Bada Mukaam Neki kar, desh ke naam Neki kar, desh ke naam Neki kar, desh ke naam ♪ Desh ka kar le thoda bhala Desh ka kar le thoda bhala Har ghar mein tiranga laga, laga Har ghar mein tiranga laga Chota Ya Bada Mukaam Neki kar, desh ke naam Neki kar, desh ke naam Neki kar, desh ke naam Desh ka kar le thoda bhala Desh ka kar le thoda bhala Har ghar mein tiranga laga, laga Har ghar mein tiranga laga Tiranga laga, karle thoda bhala Tiranga laga Tiranga Laga