Credit OS PRINCE MEDIA Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi Ik Tera Naam Waseela He Mera Ranj O Gham Mey Bhi Iss Naam Sey Rahat Hogi Naat Sarka OS PRINCE MEDIA Ye Suna He Ke Bahot gour Andheri Hogi Ye Suna He Ke Bahot gour Andheri Hogi Qabar Ka Khof Na Rakhna Ae Dil Waha Sarkar ke Chehare Ki Ziarat Hogi Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi Naat Sarkar OS PRINCE MEDIA Kabhi Yaseen Kabhi Taha Kabhi wa-lle Aaya Kabhi Yaseen Kabhi Taha Kabhi wa-lle Aaya Jiski Qasme Mera Rab kata he Kitni Dil-Kash Mere Mehboob Ki Surat Hogi Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi Naat Sarkar OS PRINCE MEDIA Hashr Ka Din Bhi Ajab Dekhne Vala Hoga Hashr Ka Din Bhi Ajab Dekhne Vala Hoga Zulf Lehra Ke Wo Jab Ayenge Phir Qayamat Mein Bhi khud Ik Aur Qayamat Hogi Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi Naat Sarkar OS PRINCE MEDIA Unko Mukhtar Banaya He Mere Allah Ne Unko Mukhtar Banaya He Mere Alllah Ne Khuld Mein Bas Wahi Ja Sakta Hein Jisko Hasnain Ke nana Ki Ijazat Hogi Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi Naat Sarkar OS PRINCE MEDIA Do Jahaan Mein Use phir Kon Pana me lega Do Jahaan Mein Use phir Kon Pana me lega Hoga Ruswa wo Sare Hashr Jise Sid ssahr rake Bachcho Se Adawat Hogi Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi Naat Sarkar OS PRINCE MEDIA Unki Chokhat Pe Pare He to Bari Moj Mein He Unki Chokhat Pe Pare He to Bari Moj Mein He Lot Ke Ayengey Jab Us Dar Sey Merey Dil Tu Hi Bata Kya Teri Halat Hogi Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi Naat Sarkar OS PRINCE MEDIA Rashk Sey Door Karey Deyktey Hogay Zaahid Rashk Sey Door Karey Deyktey Hogay Zaahid Jab Sare Hashr Gunahgaro Per Mere Aaqa Ka Karam Hoga Inayat Hogi Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi Naat Sarkar OS PRINCE MEDIA Mera Daman To Gunaho Se Bhara He Altaf Mera Daman To Gunaho Se Bhara He Altaf Ik Sahara He Ke hum tere he Issi Nisbat Se Sar e hashr Shifa at Hogi Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi Please Subscribe or Follow OS PRINCE MEDIA