Yeh dil Bhara hai dard se Gham,iska mita do Aafat,aayi dil pe ab mere Toh kaise tujhko bhulaadu Yeh Dil Bhara hai Dard se Gham iska mita do Aafat ayi dil pe ab mere toh Toh kaise tujhko bhulaadu Yaad kar voh lamhe Jab - jab saath tere hum the Na tha zor koi hum pe Aur shikwe gile bhi kam the Dheke aasmaan hum chhat se Jisko dekhke na thaakte Humne maana tumko tha khuda Aur the kiye tere sajde Baatein yeh, meri ab kaun sunna chahega Teri tarah, khyal kaun rakh payega Tu bhi toh soch itna kaun seh payega Ab yeh chehra kis ko dekh ke muskurayega Raatein lambi lagne lagi hai Neend nahi aati Iss bebasi ki zindagi mein Koi apna nahi Raatein lambi lagne lagi hai Neend nahi aati Iss bebasi ki zindagi mein Koi apna nahi Meri aankhein hogayi hai nam Har waqt bewafai paayi hai Dhunde tu kyu mere jism pe zakham Mene chot mere dil pe khayi hai Yaadon ka,teri kuch alag asar Aaj bhi mujhpe voh bhaari hai Rehta, mere mann mein iss qadar Jaane yeh kaisi khumaari hai Yeh dil Bhara hai dard se Gham,iska mita do Aafat,aayi dil pe ab mere Toh kaise tujhko bhulaadu Yeh Dil Bhara hai Dard se Gham iska mita do Aafat aayi dil pe ab mere toh Toh kaise tujhko bhulaadu Ishara do koi Main jaau ab kaha? Na sang tere ab Hai ghar mera raha Pukaregi mujhe, bhi tu kabhi kahi Haqeeqatein na yeh, par mera falsafa