Mere pass na hai zyada Tujhe dene ke liye Bas sath hai to yeh dil Aur iske ye gile Mere pass na hai zyada Ab khone ke liye Jo chhod gaye tum sath mera To the hum kyun mile Iss dard bhare sangeet mein Dil ne aarziyan rakhi Aur darbadar ghumun ke Koi dede aasra Dikha de mujhko tu raasta Hai manzil meri lapata Main darr ke maare kanpata Main jaise beeta haadsa Dikha de mujhko tu raasta Hai manzil meri lapata Main dar ke maare kanpata Aisi hai kuch ab yeh dastaan Tere hi tarah lagte hain sabhi Puche na koi mera haal yun kabhi Jo door mujhse tu abhi Kuch na lage sahi Woh raatein na rahi Ab din bhi din nahi Iss dard bhare sangeet mein Dil ne aarziyan rakhi Aur darbadar ghumun ke Koi dede aasra Dikha de mujhko tu raasta Hai manzil meri lapata Main darr ke maare kanpata Aisi hai kuch ab yeh dastaan Dikha de mujhko tu raasta Hai manzil meri lapata Main darr ke maare kanpata Aisi hai kuch ab yeh dastaan