Usool Nahi maane hum Kismato ko likha yuh khudi se haath milaaya Hui gehri khud se dosti Rehta jo akela, khulne laga hai woh Kyu na jaane chup tha, dhun mein rama hai woh Meri in kahaaniyo mein Kaha nhi maanu mai Iraade mere haazir ho gye Phir bhi chhupa hua Kehdo raaz hu mai Mujko dhoondh lo Saagar aadat hai Boond boond lo Muje koodna hai samay ki teh tak Din fizool ka hai panne hi behtar Likhdi teri meri baate Rehta chup sab kuchh keh kar (Rehta chup sab kuchh) Kachehri bani baithi janta pehle se hi Wahi sab chaar baate inpe hai kehne ki Haan sun lia bhot na koi khauf ab hai man mein Ye lamha mera gar koi bewajah dakhal de toh sun le Fu*ck them Fu*ck this Fu*ck you Mai toh soche bina kuchh bhi kahu Fu*ck them Fu*ck this Fu*ck you Mai toh soche bina kuchh bhi kahu Fu*ck them Fu*ck this Fu*ck you Mai toh soche bina kuchh bhi kahu Soche bina kuchh bhi kahu (Kuchh bhi kuchh bhi kuchh bhi) Jagat ki suni toh thaka mai bohot Na chukengi mujse ye kishte Dhue ke dhaage hai silte Haa gehre ye zakham bhi bhot Jo dete hai mashware khud hi ki sun le toh Bachega inhi pe kakh nhi Mere saath shuru se mai hi khada tha Jo gira toh aaya koi rab nahi Na waqt bhi, zyada muj pe Hai umeed nhi koi tujse Kiye chhat pe, jo the waade Kyu kamro mein pohach kar toot gaye? Khile nahi saath jo phool hum Bhool gaye unhe woh pade hai dhool mein Ab ud raha mai tujse door aur khud ke paas Haan badle rukh ye Nasamajh ye launde tucche Ukhaada hai inhone kuchh nahi Kisi ke haq ka khaa ke Mitegi teri ye bookh nahi Chalo chhodo ab jaane bhi do Inhe aankhe moond ke dekhna faayeda hi toh Ye sab gaane banaane ka faayeda bhi kya? Aisa kuchh nhi bola jo na jaanta tha tu Muje jeene toh do, muje jaane toh do Yaha pe karne ko ek hai jataane ko sau Kya mai pare hi theek tha? Khud hi se seekhta Khud hi ka dost, aur khud hi ko dosh Inke mezo ke neeche hoti chhuti tez hai Aur ghoome toh dete ye peetho pe khob Mere sheher mein ladke leke phirte trauma man mein Pudiya subhash ki jebo mein do.