Kishore Kumar Hits

SickLot - Ajnabee lyrics

Artist: SickLot

album: Ajnabee


Dard mera tujhtak kaise nahi pohcha
Sard si ye raatein aur tu deta andhera
Dusro ke sang bhi lagne laga akela
Ye kaisa tera jaadu jo raahein bhi ab kate na
Mujh ko
Jaane de
Kahin door
Khud se
Khatam kar ye guroor
Teri
Inn baato ka asar
Khudse
Nahi pade farak
Bas saansein chal rahi waise andar se hu khokla
Tujhe na pata tujhtak jaane se khudko rokta
Kaisa lagta hai jab andar se insaan mar chuka
Par uski rooh dekhe ab tera hi atapata
Dard mile toh tu dikhe
Harz kare na dil yeh dekh
Karz na chuka saka
Ghar ka na koi pata
Hamse tu jo mil gayi
Mai bacha na dil bacha
Fir ab kya mila
De gayi daga
Bas rahi teri kami
Baatein karke bhi hai hum kyun ajnabee?
Teri kami
Yoon khaaye jaa rahi
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha
Baat Ab Bhi wahi hai jaana tu samajhti nahi
Dil ke bikhre inn tukdo par bas teri hi hai kami
Mai jaan ke khudse
Wo baate karunga
Jo pochengi tujhtak nahi
Kaabu me na mai
Beqaboo sama ye na
Chehre pe thodi hasi
Mai karun kya jo mil jaye tu
Mai marr lunga jo zinda hai tu
Zinda hai tu
Dard mile toh tu dikhe
Harz kare na dil yeh dekh
Karz na chuka saka
Ghar ka na koi pata
Hamse tu jo mil gayi
Mai bacha na dil bacha
Fir ab kya mila
De gayi daga
Bas rahi teri kami
Baatein karke bhi hai hum kyun ajnabee?
Teri kami
Yoon khaaye jaa rahi
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha hoon Mai
Marr raha

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists