Kaafi saare jaana mene likhe tujhpe geet Pehle pita na tha jyaada par ab peene laga neat Maana ego mujhme zyaada or me banda hi dheet! Par ese kese jaana mujhe kar sakti cheat?? Khair Teri bhi kya galti shayad meri hi khata Kaafi bole mene jhoot tabhi mili ye saza Par ek baat meri jana tu bhi toh hai jaanti Ke khud se hmesha upar tujhe hi rkha Yeah! Tu na mujhko mile, Me na tujhko miluu Toda jo ye dil tune Isko kese silu? Tu na mujhko mile, Me na tujhko miluu Toda jo ye dil tune Isko kese silu? Isko kese silu, dard hua khatam ab kispe likhu? Saas hori band ab na dikhu Paas mere jaana ab dikhti na tu Yeah Toota mera dil kaafi jyaada Tujhe pata bhi ni chala jaate jaate kya kaha tha Rehna saath me tu mere kabhi todna na ye vaada Ab jab saath ni hai tu sochu pehle mar hi jaata Apne rishte me jaana kaafi uthe the sawaal Par bin puche tera me bta deta haal Kaash tu bhi kabhi mudke puch leti haal Toh kabhi khada nahi hota ye sab bawaal Khair Teri bhi kya galti shayad meri hi khata Kaafi bole mene jhoot tabhi mili ye saza Par ek baat meri jana tu bhi toh hai jaanti Ke khud se hmesha upar tujhe hi rkha fxck Tu na mujhko mile, Me na tujhko miluu Toda jo ye dil tune Isko kese silu? Tu na mujhko mile, Me na tujhko miluu Toda jo ye dil tune Isko kese silu? Tu na mujhko mile, Me na tujhko miluu Toda jo ye dil tune Isko kese silu? Tu na mujhko mile, Me na tujhko miluu Toda jo ye dil tune Isko kese silu?