(Instrumental) Hum dono milte milte reh gaye Kaisi hai yeh paheli? Hum dono chalte chalte tham gaye Thi kiski naa manzuri? Par yeh zaahir hai Dil musaafir hai Tum pe hi rukna Humko aakhir mein Ab yeh zaahir hai Dil musaafir hai Tay kar lega yeh doori Gar hogi dil ko teri manzuri Tumse hi keh bhi dein Tumse hi keh bhi dein Tumse hi keh bhi dein Tumse hi keh bhi dein Hum dono ek duje mein ghul rahe Dil ko hai yeh tasalli Hum dono chalte chalte tham gaye Tham na bhi tha zaroori Aa gaye Saamne hum tum Faasle Ho gaye saare gum Keh bhi dein Aaj tumse hum Aa tay kar lein yeh doori Gar hogi tere dil ko manzuri Par yeh zaahir hai Dil musaafir hai Tum pe hi rukna Humko aakhir mein Ab yeh zaahir hai Dil musaafir hai Tay kar lega yeh doori Par yeh zaahir hai (Tumse hi keh bhi dein) Dil musaafir hai (Tumse hi keh bhi dein) Tum pe hi rukna (Tumse hi keh bhi dein) Humko aakhir mein (Tumse hi keh bhi dein) Ab yeh zaahir hai (Tumse hi keh bhi dein) Dil musaafir hai (Tumse hi keh bhi dein) Tay kar lega yeh doori (Tumse hi) Gar hogi dil ko teri manzuri Manzuri Tumse hi keh bhi dein Tumse hi keh bhi dein Tumse hi keh bhi dein Tumse hi keh bhi dein Tumse hi keh bhi dein Tumse hi keh bhi dein Tumse hi