Kismat jo aave saamne Tu mod de uska panja re Kismat jo aave saamne Tu mod de uska panja re Chal mode de uska panja re Saat aasmaan cheere Ab saat samandar peere Chal saat suron mein karde ye elaan Himmat hai toh roko Aur zurrat hai toh baaton Re aaj hatheli pe rakhdi hai jaan Khoon mein tere mitti Mitti mein tera khoon Khoon mein tere mitti Mitti mein tera khoon Upar Allah niche dharti Beech mein tera junoon Aye Sultan! Seene mein tere aag, paani, aandhi hai Mehnat ki dori honslon se baandhi hai O... Seene mein tere aag, paani, aandhi hai Mehnat ki dori honslon se baandhi hai Hai parvat bhi tu hi Aur tu hi pathar hai Jo chahe tu wo hi ban jaye Teri marzi hai Aansu aur paseena Are hai toh dono paani Par mod ke rakh de dono hi tufaan Chot ho jitni gehri Ya thes jigar mein thehri Toh jazbaa utna zehri hai ye maan Noor-e-sukoon niyat se junoon Ye tujhko pata hai Tujhme chhupa hai Tu usko le, usko le pehchaan Tera iraada tujhse bhi zyaada Usko pata hai jo lapata hai Tu itna le, itna le ab maan Woh dil mein hai tere Tu uski nazron mein Chal hadd se aage re. Chaha jo tune wo paane Chal banja re Sultan. Saat aasmaan cheere Ab saat samandar peere Chal saat suron mein karde ye elaan Khoon mein tere mitti Mitti mein tera khoon Khoon mein tere mitti Mitti mein tera khoon Upar Allah niche dharti Beech mein tera junoon Sultan! Saat aasmaan cheere Ab saat samandar peere Chal saat suron mein karde ye elaan Himmat hai toh roko Aur zurrat hai toh baaton Re aaj hatheli pe rakhdi hai jaan