Mujhe kaun poochta tha teri bandagi se pehle Mujhe kaun poochta tha teri bandagi se Main dar dar bhatak raha tha teri banadgi se pehle Main dar dar bhatak raha tha teri banadgi se pehle Prabhu tumse kuch bhi na chupa hai, hoti tumse hi subah hai Kab se duniya se hoon toota, mujhe tumne hi suna hai Mujhe tumne hi dekha hai, mujhko tumne hi padha hai Sach bolun to duniya saari gair, mere laakhon se hai vair Rakhe paapon pe hai pair, paapi tere main bagair Karta aanshuon pe sair, meri maange na koi khair Duniya lagti ye zehar Sabse toota hoon na kisi pe bharosa hai Ummedon ke nakhuno ne is dil bhi khaorcha hai Fande mein saajishon ke hai apnon ne dabocha Siva tere prabhu maine kisi ka na socha hai Tere liye praani main, auron ka khilona hoon Main tere aage sifar hoon, main tere aage bauna hoon Ye log soche main to jeeta zindagi vilaas ki Dard bade bhaari prabu main bhi chaahta rona hoon Tera naam leke aage mera kaam dedun Doobe kaam nahi jo main tera naam le loon Dil pe likha Ram to main kyun hi darun doobne se? Dil ko dil se jode, gaane bane Ram setu Main kuch bhi to nahi tha, meri kuch nahi thi hasti Main yun bhatak raha tha toofan mein ho kashti Main bhuja hua diya tha haan, main bhuja hua diya tha (kab?) Teri banagi se pehle Mujhe kaun poochta tha teri bandagi se pehle Mujhe kaun poochta tha teri bandagi se pehle Mujhe kaun poochta tha? Raas aata samay na ye, Treta mein le jaao Ram Sar pe rakh dhool teri tum mein hi kho jaaun Ram Kewat hi bana lo, kuch bhi na main maangu aur Pairon ko main dho ke tere chain saccha paun Ram Tum hi mere sage duniya shuru se anjaan thi Saare sukh gair mujhe teri hi pehchaan thi Dil bhaari ye karta parbhu choti si guzaarish Har lo mere kashton ko ya le lo meri pran hi Leela mein teri zara sandeh, kare sandeh jo unhi bhi de Teri kripa ki haan chhaaya badi, rakha hai tune na kisi se bhed Likhe hai haathon ne tere hi lekh, Dooba hoon tere mein kaise main dekh Karo alag mujhe paapon se tum, mujhe bula lo tum abhi Saket Tera dhaam prabhu wohi saccha sthaan prabhu Maan prabhu meri yaachika ko maan prabhu Le jaa door kahin jhooti is bheed se Aasha ki ye dori ko tu fir se meri bandh prabhu Tera naam leke aage mera kaam dedun Doobe kaam nahi jo main tera naam le loon Dil pe likha Ram to main kyun hi darun doobne se? Dil ko dil se jode, gaane bane Ram setu Meri badh gayi hai keemat, tune bhar diye hai moti Meri badh gayi hai keemat, tune bhar diye hai moti Main bhuja hua diya tha haan, main bhuja hua diya tha (kab?) Teri banagi se pehle Mujhe kaun poochta tha teri bandagi se pehle Mujhe kaun poochta tha teri bandagi se pehle Mujhe kaun poochta tha teri bandagi se pehle Tera naam leke aage mera kaam dedun Doobe kaam nahi jo main tera naam le loon Dil pe likha Ram to main kyun hi darun doobne se? Dil ko dil se jode, gaane bane Ram setu