Mai musaaafir Naa manzil ka pata na mera ghar kahaan Mai Aasmaan se poochu mera raasta Mai Panno me hu behtaa koi khwaab saa Mai khud se hi khafa tu aana paas mai Mai Khud se hi laapata Mere Neeche zameen hai upar hai aasmaan Haa mai hu musafir na milta mujhe mere manzil ka raasta Ibaadad me dhoondhu khuda Par lagta ke wo bhi hai mujhse khafa. Insaan toh hai gunhegaar bas aakhir deta daga Ye mai nai kehra ki mai gunhegaar nai Par tere aur mere se behtar jaane upar wala imaan mera Toh karna nai judge mere karmo ko tu chhote Tu bhi insaan, aur mai bhi insaan Mitti me mil jaana hona zameen se hawaa (yeah) Mai musaaafir Naa manzil ka pata na mera ghar kahaan Mai Aasmaan se poochu mera raasta Mai Panno me hu behtaa koi khwaab saa Mai khud se hi khafa tu aana paas mai Mai musaaafir Naa manzil ka pata na mera ghar kahaan Mai Aasmaan se poochu mera raasta Mai Panno me hu behtaa koi khwaab saa Mai khud se hi khafa tu aana paas mai Mai apne hi zone me gum Ab aana mujhe nai hai hosh me Neend se jaaga ye bhalte me bangayili dhun Sab log ko lagta mai jeerela mauj me Lekin aisa kuchh shot hi nai Pehle lagti thi dunia rangeen ab Ab jeena yaha lagta koi jurm hai sangeen, Rakhna Tum yaad mere gaano ko When im gone Tu bole tu assal par tujhko hi malum Nai assal me tu chhote kon Tu apne me ghum, apne hi mastak me Ban gayela afsana, Tu na real toh rakh mujhse faasla Mai khud se hi khud na mehfooz tu mujhko na aazma Naa jaane Tu meri koi daastaan (yeah) Shabdon ko milaake, Lagaake surr thoda zariye se gaano ke Derele tootele dilon ko dilaase, Haa Raaz rakhe seene me kitno ke dabaake, I pray to the Lord, im never gon fall Ha sab kuchh hoga mera proper chhote ek din Sab kuchh hoga mera jagah pe Tu poochh apne aap se kya tere nek the iraade Jitne bhi saath hai mere wo khush jo Saath nai wo mujhse khafa hai Mai pehle musafir tha, Ab bhi musafir hu, vaasta rakhu mai sirf mere khuda se Mere punya aur paapon ka bas ek hi gawaah hai Mai musaaafir Naa manzil ka pata na mera ghar kahaan Mai Aasmaan se poochu mera raasta Mai Panno me hu behtaa koi khwaab saa Mai khud se hi khafa tu aana paas mai Mai musaaafir Naa manzil ka pata na mera ghar kahaan Mai Aasmaan se poochu mera raasta Mai Panno me hu behtaa koi khwaab saa Mai khud se hi khafa tu aana paas mai