Kishore Kumar Hits

Rameet - Laage Na (Slowed and Reverb) lyrics

Artist: Rameet

album: Laage Na (Slowed and Reverb)


Tere bina laage na laage na mera jiya
Jaane kyu hai faasle humare darmiya
Tere bina laage na laage na mera jiya
Jaane kyu hai faasle humare darmiya
Aake mujhe thaam le tu saathiya
Chupa le palko mein kahi jaaniya
Mita de saare faasle humare darmiya
Tere bina laage na
Mera jiya
Tu aaja
Tu aaja
Tu aaja
Aaja piya
Tu aaja
Tu aaja
Tu aaja
Aaja piya
Ashwan sa jale
Din mein dhale
Sunta rahe dil teri gazal
Qurbat mein teri
Udta rahe
Maane na maane na man mera magan
Rakh lu saja ke main tujhe
Saath tere main hi rahu
Tu hi toh manzil ab meri
Dil ko hai teri aarzoo
Dil ki lagi bas maula mera jaane
Maana hum tere hai tere deewane
Suno zara kehte hai yeh afsaane
Ki tere bina
Tere bina laage na laage na mera jiya
Jaane kyu hai faasle humare darmiya
Tere bina laage na laage na mera jiya
Jaane kyu hai faasle humare darmiya
Aake mujhe thaam le tu saathiya
Chupa le palko mein kahi jaaniya
Mita de saare faasle humare darmiya
Tere bina laage na
Mera jiya
Ashwan sa jale
Din mein dhale
Sunta rahe dil teri gazal
Qurbat mein teri
Udta rahe
Maane na maane na man mera magan

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists