Raaton mein sawaal poochhun mai ye khudse Kyun wo muskuraayi hoke door mujhse Thoda sa zehan mein to humdardi rakhti Kyun karaya mel mera fir se dukh se Zara sa aake jhoot bol de ki mujhse pyaar tha Tu khush thi jo bhi sang bitaya saal tha Bta de kya kami thi mujhme jaaneja Tu jaane na kya hoya mera haal tha Feeke lgte din ye feeki lgti raat Jo tu nahi hai sang to nahi hai koi baat Poochhti khushi kyun sang mere nahi Kyun ghoome firse jaam leke chehra hai udaas Mai kya bolu pehle bhi udaas ye yaar tha Usne chhoda jis tarah se wo kamaal tha Wo keh gyi ki baat humme wo nahi Jo ho gya so ho gya par pyaar na Pal diye udhaar ke, jaise ho bazaar ye De gyi wo seekh ye ki chalna tum sambhaal ke Beech raah chhod ke tujhe ye pyaar chal padega Fir milenge hoth uske gairon ke yun gaal pe Ki dukhte dil pe zakhm firse aayega Ye dard tujhko raat mein rulaayega Ye kaise jhol mein tu yaar fas gaya Khayaal tujhko lamba ye sataayega Sambhaal le sambhaal le tu khudko ab sambhaal le Ye pyaar na zehar hai saikdon ki roz jaan le Tu jaan le ye baat yaara laut ke na aaegi wo Ye duaa kabool teri yaar ho na paaegi Tu bas umeed kar ki dur wo rahe Haraam na ho neend saale roz na mare Sawaal na kre, na jawaab khud ko de Chain ki ho jhapkiyan na raat mein jge Kyunki chehra uska jb bhi yaad aaega Tu uljhano mein gehra fasta jaaega Haan bheekh maangega ki mujhko sone do Nasha bhi krke yaar so na paaega Jhoot bol de Zra sa aake jhoot bol de Jhoot bol de Zra sa aake jhoot bol de