Jal taraf si hasi teri Sunai di aaj bhi Khsboo teri reh gayi Teri jaane ke baad bhi Ghar ka woh kauna tera Suna bichona tera Teri gair maujudgi mein bhi Lage hona tera Kyun re, kyun re Kar gaya tanha Mujhe aise Kyun re, kyun re Kanch ke lamho Ke reh gaye Reh gaye chure Teri cheze abhi bhi Waise hi rakhta hoon Betha sanate mein Unko takta hoon Jab lautegi tab tak Rasta dekhunga Iske alawa kar bhi Kya sakta hoon Ungli se mujhko phir se Suljhane dena apne Guche ghungralo Balo ke bhure Kyun re, kyun re Kar gaya tanha Mujhe aise Kyun re, kyun re Kanch ke lamho Ke reh gaye Reh gaye chure