Har Taara Aise Chamke Kaale Aasman Mein Jaise Zaroori Ho Wo Saare Jahaan Mein Badal Ki Nagri Uske Neeche Iss Samaa Ka Hissa Ban Baitha Khud Wo Jhoote Aashiyan Ka Har Taara Aise Chamke Kaale Aasman Mein Jaise Zaroori Ho Wo Saare Jahaan Mein Badal Ki Nagri Uske Neeche Iss Samaa Ka Hissa Ban Baitha Khud Wo Jhoote Aashiyan Ka Fariston Ki Basti Ka Tha Wo Ek Sitara Zeher Ki Kashti Mein Talashein Kyun Nazara Aise Safar Ka Mulzim Ban Gaya Wo bechara Aaye Jab Antim Din Toote Ga Wo Bhi Taara Hai Kis Bharam Mein Pal Raha Hai Kyun Zid Pe Yun Adaa Jab Khuda hi Hai Jal Raha Wo To Hai Taara Toot Raha Samundar Ki Basti Ka Ban Gaya Wo Ek Hissa Aasman Ke Ghire Baadalon Se Suno Yeh Kissa Ankahi Baaton Ki Ankahi Daastan Ansune Waqt Ki Ansuni wo Sabha Jab Taara Dheere Dheere Neeche Ja Raha Tha Aankhon Ke Uske Aage Karmo Ka Falsafa Tha Reh Gayi Wo Saari Bematlab ki Baatein Ahem Bhav Se Bhari Hai Jo Uski Mulakatein Hai Kis Bharam Mein Pal Raha Hai Kyun Zid Pe Yun Adaa Hai Kis Bharam Mein Pal Raha Hai Kyun Zid Pe Yun Adaa Jab Khuda hi Hai Jal Raha Wo To Hai Taara Toot Raha