Kishore Kumar Hits

Paradigm Shift - Deedar lyrics

Artist: Paradigm Shift

album: Coalescence


Deedar bina bhaaya hai
Baadal bina barsaaya hai
Lafzon ko tareef na samjho
Ye dil ki awaazien hain
Meri duniya sajati hai tujhse
Sajata hai pyaar ka ye shaamiyaana...
Deedar bina bhaaya hai
Baadal bina barsaaya hai
Saasien meri, tham jaaye... jaaye
Yaad jo teri, aaye... aaye
Maanga khuda se, tujhko hamesha
Laakhon hazaron, lamhon mein tanha...
Lafzon ko tareef na samjho
Ye dil ki awaazien hain
Meri duniya sajati hai tujhse
Sajata hai pyaar ka ye shaamiyaana...
Deedar bina bhaaya hai
Baadal bina barsaaya hai

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists