Kishore Kumar Hits

Daira - Basar lyrics

Artist: Daira

album: Basar

Kismat k bharose baitha nahi jo
Jeeta naa ho bhale par haara nahi wo
Samjhe na koi junoon tera yahan to
Chal kahin aur, kahin aur
Wahan basar tu bana, jahan qadar ho teri wahaan

Dikhta hai jaisa sab hota nahi hai
Sooraj dhalta hai par sota nahi hai
Samjhe na abhi asar tera jahaan to
Chal kabhi aur, kabhi aur
Wahan basar tu bana, jahan qadar ho teri wahaan
Wahan basar tu bana, jahan qadar ho teri wahaan
Tere Hunar se, Teri qadar hai

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists