Kishore Kumar Hits

Shakir Khan Rahmani - Aya Hai Mahe Ramzan (Vocal Version) lyrics

Artist: Shakir Khan Rahmani

album: Rahmani Nasheeds, Vol. 1


Le ke rahmat
Le ke barkat
Aaya hai mahe ramzan
Khush qismati hai ham sabhi ne
Paaya hai Mahe ramzan
Le ke rahmat
Le ke barkat
Aaya hai mahe ramzan
Khush qismati hai ham sabhi ne
Paaya hai Mahe ramzan
Rahmaten har soo chhayi hui hain
Bakhshish ki ghadiyan aayi hui hain
Mauqa hai raazi kar lo khuda ko
Qaid hai shaitan
Aao gunahon se tauba karen
Aaya hai mahe ramzan!!
Raazi ham apne khuda ko karen
Ruswa karen shaitan
Aao gunahon se tauba karen
Aaya hai mahe ramzan!!
Raazi ham apne khuda ko karen
Ruswa karen shaitan
Isi mahine mere nabi par
Utra hai rab ka kalam
Paak nabi par aur unki aal par
Lakhon karoron salam
Isi mahine mere nabi par
Utra hai rab ka kalam!!
Paak nabi par aur unki aal par
Lakhon karoron salam
Isi mahine me jeeta badr bhi
Makka me dakhil bhi huye nabi
Kaisa junoon hai dil me sukoon hai
Aaya hai pyara mehman
Aao gunahon se tauba karen
Aaya hai mahe ramzan
Raazi ham apne khuda ko karen
Ruswa karen shaitan
Aao gunahon se tauba karen
Aaya hai mahe ramzan!!
Raazi ham apne khuda ko karen
Ruswa karen shaitan
Aao gunahon se tauba karen
Aaya hai mahe ramzan!!

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists