God, Allah aur Bhagwan Ne banaya ik insaan God, Allah aur Bhagwan Ne banaya ik insaan Aaya zameen pe lekar woh Upar waale ka farmaan Woh doston ka hai dost Yaaron ka hai yaar Jiska naam sunke kaanpe har shaitan God, Allah aur Bhagwan Ne banaya ik insaan Aaya zameen pe lekar woh Upar waale ka farmaan Woh doston ka hai dost Yaaron ka hai yaar Jiska naam sunke kaanpe har shaitan God, Allah aur Bhagwan Ne banaya ek insaan Woh tujhme bhi hai Woh mujhme bhi hai Kahin na kahin woh Hum sab mein hai Sab mein woh chhupa hai Usey pehchaan le Uska jo iraada hai Hum thaan lein Woh doston ka hai dost Yaaron ka hai yaar Jiska naam sunke kaanpe har shaitan God, Allah aur Bhagwan Ne banaya ek insaan God, Allah aur Bhagwan Ne banaya ek insaan Jahaan kal woh tha akela khada Kadam apna bhi udhar chal pada Jahaan kal woh tha akela khada Kadam apna bhi udhar chal pada Dil ke khabon ki jannat sajayenge hum Pyar ka savera leke aayenge hum Dil ke khabon ki jannat sajayenge hum Pyar ka savera leke aayenge hum Woh doston ka hai dost Yaaron ka hai yaar Jiska naam sunke kaanpe har shaitan God, Allah aur Bhagwan Ne banaya ek insaan God, Allah aur Bhagwan Ne banaya ek insaan